How To Make Circle Fire intro on mobile
How To Make Intro For Your Videos
Video Link :-
Hey Everyone buddy's Aap Sabhi Ko Aaj Ki es Wali Video Mene Circle fire intro kaise banate hai iske baare me bataya hai Agar Aap ko video me kuch samaj me nahi aaya to mene niche step by step kya karna hai uske baare me bataya hai to aap en sab steps ko follow kar intro bna sakte hai.
Follow This Steps
Step 1. Sabse Pahale Aap Apna Logo Banaenge (Pahle Se Hai To Dikkat Wali Baat Hi Nahi).
Step 2. Aapko Mera Pack Download Karna Hai.
Step 3. Pack Download Karne Ke Baad Aapko Intro Banane Ke Liye Kinemaster Apk Ko Download Kar Lena Hai.
Step 4. Kinemaster Ko Download Karne Ke Baad Usko Open Karke 16.9 Ka Screen ratio Select Karna hai.
Step 5. Ab Aapko Black Image Lena Hai Aur Uske Duration (Time) 16 Second Kar Lena Hai.
Step 6. Ab Aapko Media Layer Me Jake Mere Pack Me Se Intro Template Le Lena Hai Usko Blending Option Me Jaake Screen Kar Dena Hai.
Step 7. Uske Baad Aapko Intro Template 7Sec. Par Mark Karke Media Layer Me Jaake Apna Logo Le Lena Hai Aur Uske Duration Ko Last Tak Kar Dena Hai.
Step 8. Ab Aapko Logo Wali Layer Ko Select Kar ke Usme Key Frame Add Karni Hai.
Step 9. Key Frame Add Karne Ke Baad Aapko In Animation Par Jaake Fade 1 Second Ke liye Kar Dena Hai Aur Out Animation Me Jaake 0.5 Second ke Liye Fade Kar Dena Hai.
Step 10. Ab Aap Intro Ko Play Kar Ke Preview Dekh Sakte Hai Ya Export Kar Sakte Hai.
Download Apk And Material









No comments:
Post a Comment